PATRIOTIC DIALOGUES...
2.Main maut ko takiya, aur kafan ko chaadar banakar audhta hoon ... Jai Hind
4.Tumhare seene mein joh dil hai woh Hindustani hai ... aur Hindustani dil awaara nahi hota ... yeh chahta toh sari duniya ko hai, lekin mitta kisi Hindustani par hai
5.Aao jhuk kar salaam kare unhe jinke hisse mein yeh mukaam aata hai ... kis kadhar khush naseeb hai woh log ... khoon jinka watan ke kaam aata hai
6.Mard marta hai toh apni aankhen tirange ki taraf karke marta hai ... aur yeh sochta hai ki phir se is desh ke liye kab pehda hoon
7.Ek Catholic aurat Pradhan Mantri ki kursi ek Sikh ke liye chod deti hai ... aur ek Sikh Pradhan Mantri pad ki shapath ek Muslim Rashtrapati se leta hai ... us desh ki bhag daud sambhalne ke liye jisme assi pratishad log Hindu hai
8.Chahe hum mein ek waqt ki roti na mile, badan pe kapde na ho, sarr pe chatt na ho ... lekin jab desh ki aan ki baat aati hai ... tab hum jaan ki baazi laga dete hai
9.Hum haath milana bhi jaante hai, haath ukhaadna bhi ... hum Gandhiji ko bhi poojte hai, Chandra Shekar Azad ko bhi ...
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*
0 comments:
Post a Comment